Sunday, 25 January 2015

Top 10 Dailogues From ‘jannat’ That you Can Never Forget In Your Life

Jannat this Bollywood romantic crime movie was released on 2008. The movie was directed by Kunal Deshmuk and produced by Mahesh Bhatt. Everyone loved the character of Emraan Hashmi because of his powerful dialogues.
Top 10 Dailogues From ‘jannat’ That you Can Never Forget In Your Life


1) Kya hai na apni zinadagi me koi queen nahi hai isliye patto me bhi nahi aati hai , jis din apni life me aayegi na toh pir dekh apna luck kaise badalta hai.
2) Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai.
3) Joh soochta hai … woh zindagi bar soochta hi reh jaata hai.
4) Jeb khali ho tabhi toh sapne dekhne chahiye.
5) Joh aadmi limit mein rehta hai … woh zindagi bhar limit mein hi reh jaata hai.
6) Ungliyaa Patte pakadne ke liye tadap rahi hai or Paise double hone ke liye fadak rahe hai.
7) Na koi sawal pucho or Na koi jhut suno….Kahawat hai aisa hi kuch.
8) India sirf sapne dekhne ke liye thik hai…mai apni Jannat yaha banana chahata hu waise bhi Globalisation ka zamana hai.
9) Main raaste badalta nahi….Raaste banata hu.
10) Gareebi jab darwaze se andar aati hai….toh pyar khidki se bahar nikal jata hai.



No comments:

Post a Comment